Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai
Usay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki Hai
Koi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana Tum
Tumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki Hai
Bala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie Lekin

Muhabat K Sapnay Dikhatay Bohat Hai
Wo Raaton Main Hum Ko Jagatay Bohat Hai
Mai Ankhon Mai Kajal Lagaon To Kesy
In Ankho Ko Log Rulatay Bohat Hai!
Zuban khamosh ankho mein nami hogi
Yehi to bus daastan-e-zindagi hogi
Bharne ko to har zakhm bhar jayega
Par kaise bharegi wo jagah
Jahan par tumhari kami hogi
Hichkiya dilakar ye kaisi uljhan badha rahe ho
Ankhen band hai phir bhi nazar aa rahe ho
Bas itna bata do hame
Yaad kar rahe ho
ya yaad apni dila rahe ho
KYUN KHAMOSHI KO SAMAJH NAHI PAATE LOG
KYA ANKHO KI ZUBA, ZUBA NAHI HOTI
KYUN LAGTA HAI UNHE YUNHI MUSKURATE HAI HUM
KYA HASTE HUYE LABO MEIN DARD KI DASTAN NAHI HOTi
Copyright © 2008 All rights reserved.
Design by Padd IT Solutions
.Converted to Blogger by Blogger Tricks.